Whatsapp ( fingerprint lock kaise lagaye ) hataye | whatsapp tips

whatsapp fingerprint lock laga kar aap apne whatsapp chat ko safe kar sakte hai. aur shayad esliye whatsapp ne aapke liye ye new whatsapp hidden feature aapke liye hi laya hai. to chaliye aaj hum jaante hai apne whatsapp me lock kaise lagaye…

यदि आप अपने फ़ोन के whatsapp को लॉक करना चाहते हैं और अपने Whatsapp chat को छुपाना चाहते हैं तो ये whatsapp टिप्स आपके लिए बहुत ही useful है जिसका उसे करके आप अपने व्हाट्सप्प को अपने फिंगरप्रिंट से लॉक भी कर सकते है और अनलॉक भी कर सकते है।

whatsapp fingerprint setting kaise kare
Whatsapp me fingerprint kaise lagaye .

Whatsapp Latest feature 2021 – How to set in hindi

Whatsapp ka fingerprint lock feature ka use apne phone me lagane ke liye aapko sabse pahle aapke dwara install kiya gya whatsapp offical hona jaruri hai ..

yaani yadi aap apne gb whatsapp , whatsapp plus , fm whatsapp yaa yo whatsapp use kar rahe hain to whatsapp ka ye feature kaam nahi karega …

Whatsapp ko lock kaise set kare Step by#1

Sabse pahle aapko apna whatsapp app open karna hoga aur chat option ko select karne ke baad … three dot setting par click karna hoga..

whatsapp fingerprint 2020
whatsapp fingerprint feature

Ab aap setting ko click karne ke baad account setting par click kariye…aur use baad Privacy par click kare ..aapko whatsapp ka fingerprint lock esi jagah par milne wala hai.

whatsapp fingerprint
whatsapp fingerprint tips

Ab jaise hi aap apne privacy par click karne wale hain to niche aapka pahle ka whatsapp hidden fgeature sabhi aapko dikh jaayenge.

lekin jab aap upar ki taraf scroll karenge to sabse niche ki side me whatsapp ke dwara diya gaya lock feature available hoga ..

whatsapp fingerprint trick kaise lagaye
whatsapp fingerprint 2020

Whatsapp ka ye hidden feature disabled format me hoga aur yadi aapko whatsapp ka ye latest secret lock feature nahi milta hai , to eska matlab hai ki aapka whatsapp abhi tak latest update nahi ho paaya hai.

[ To Yadi aapne abhi tak apna whatsapp update nahi kiya hai to abhi apne phone me playstore par jakar whatsapp ka new update install kar sakte hai.

Aap niche diye gaye link se apna new whatsapp update kar sakte hain.

How to Update Latest Whatsapp In hindi 2020

ek bar jab aap whatsapp ka latest update apne phone me install kar lete hain to aapke whatsapp mein latest feature aapko dikhne lagega ..aur aap apne whatsapp ke fingerprint lock ki setting kar sakte hai ..]

Whatsapp fingerprint lock set karne ka tarika.

jab ek baar aapne whatsapp ki setting ko dekh liye to ese apne whatsapp me set karne ke liye FINGERPRINT icon par click kare aur uske baad aapko ek option milega unlock with fingerprint . aapko es par click karke ese on karna hoga.

whatsapp fingerprint
whatsapp fingerprint kaise set kare

Jaise hi aap ese unlock with fingerprint par click karenge to aapke phone ka fingerprint sensor on ho jayega.

aur whatsapp aapko apna finger verify karne ko kahega to humne jis bhi Finger ka lock par set karna hai , use hum apne phone ke sensor par dhire dhire move karenge..

whatsapp fingerprint
how to set whatsapp fingerprint in hindi

aapke fingerprint ko catch karne ke baad whatsapp aapko ek option deta hai ki aapko kitne samay ke baad whatsapp aapke whatsapp ko lock kar de. to aapko 30 sec ya automatically ya afetr 1 minute jo bhi aapko achcha lage aap apne hishab se set kar de.

Click now -Download Latest GB whatsapp apk – 2021

whatsapp fingerprint kaise lagaye
New whatsapp fingerprint

ab aap apne phone ke whatsapp par lock ka use kar sakte hain. aur yadi aap apne whatsapp se fingerprint lock hatana chahte hai .

whatsapp fingerprint setting kaise kare
Whatsapp Latest feature 2020

yaa aap apne whatsapp me fingerprint lock use nahi karna chahte hain to aap sirf us setting me jaakar unlock with fingerprint ko off kar dena hai.

ab aapke whatsapp se fingerpint lock kaam nahi karega. aur aap pahle ki tarah bina lock ke whatsapp use kar sakte hain.

click now – Download Latest Version Whatsapp clone

aapko hamara whatsapp par banaya gya ye article kaisa laga , hume comment karke jarur bataye. aur apne facebook aur whatsapp group me apne dosto ke saath share jarur kare.

Leave a Comment