Whatsapp Web Ka Estemal (Use) kaise kare

Es Post mein aapko jaankari milegi whatsapp web ka use kaise karen yaa how to use your whatsapp web in hindi aur aasan bhasha mein. Kyuki aajkal whatsapp web ka trend chal raha hai aur log eske baare me full jaankari chahte hain.

whatsapp web kya hota hai

Whatsapp web kya hota hai :

” Whatsapp web , whatsapp ke developer dwara develop kiya gya ek advanced leval ka hardcore feature hai jo whatsapp user ke liye banaya gya hai. “

Whatsapp web ka estemal log apne mobile whatsapp chat ko laptop aur computer ke screen par dekhna aur chat karna chahte hain. To yadi aap apne whatsapp ko kisi ke phone me aur laptop par dekhna chahte hain to bhi ye whatsapp ka great feature aapke liye best hai.

Whatsapp web ka use kaise karen:

Ab whatsapp web ko jaanne ke baad dusra question ye aata hai ki whatsapp web ka estemal kaise kare yaa kaise karna chahiye .Whatsapp web ka use karne ke liye aapke paas apne mobile me whatsapp install aur aapke mobile number se registered hona chahiye. Eske baad aapke paas ek pc, laptop yaa other mobile phone hona chahiye aur en device par bhi whatsapp install hona chaiye.

Aap yadi jis device par whatsapp web estemal karna chahte hain whatsapp install nahi karna chahte to bhi aap web.whatsapp.com ko apne dusre mobile yaa laptop ke web browser me type karen aur website ko open karen.

Ab jaise hi aapke laptop ki screen par whatsapp web ka qr code show hota hai to apne mobile phone me whatsapp open karen aur three dot setting me jaayen.

Whatsapp web ka estemal kaise karen:

Sabse pahle whatsapp ko open karen aur … Three Dot setting par click karen aur eske baad whatsapp web par click karen aapko ek qu code scanner dikhai dega jisme aapko whatsapp qr code scan karna hai jo aapke dusre mobile me browser par show hua tha.

To aaj es post me humne do chije sikhi 1. whatsapp web kya hota hai aur 2. whatsapp web ka use kaise karen. to kya aapko ye whatsapp trick pasand aayi yadi haa, to esko abhi share karen. Dhanywad

3 thoughts on “Whatsapp Web Ka Estemal (Use) kaise kare”

Leave a Comment