Nasa News in Hindi : Nasa ka Mangal mission 2021 Successful

Nasa News : 27 march 2021 ko nasa ke pasiviyrens rover ne apne Left MastCam Zed Camere ka use karte huey mangal grah ki tasveer bheji hai . Nasa ke Parsiviyrens Rover ne mangal grah par uatrane ke baad wahan apne 100 din pure kiye hain . Eske baad Rover wahan lagatar sukshmjiw aastitav ke nishano ki talash me juta hua hai.

Nasa ka Rover es Mangal grah ke atit ki jlwayu aur bhuvigyan ki janch karne me bhi lagatar prayas kar raha hai. Ek chhote Helicaptor Enjenyuti ne bhi yahan se Aril tasvire bheji hai . Aisa pahli baar hua hai , jab koi helcapter kisi any grah par udan bhara ho. ये भी पढिए – Google मीट का time लिमिट हुआ शुरू 60 मिनट के बाद लगेगा चार्ज

Nasa News in Hindi : Nasa ka Mangal mission

Nasa ke mangal mission se ab tak kai saari Picture bheji gyi hai .6 Apr ko Parsiviyrens ne apne Warsan Camere se yah Selfy li , jisme uske saath Injenyuti Helicaptor bhi dikh raha hai , Nasa ke Rover ne 62 alg alg pictures bheji , thi jise mila kar yaha ek Tasveer banayi gyi hai.

30 mar 2021 ki tasveer me rover ne khud ke niche ruke Injenyuti Helicaptor ki tasveer bheji hai. Kisi bhi dusre grah par aisa pahli baar hua hai , jisme ek Helicaptor ne udan ka record banaya ho , aur ye record tab bana jab mangal par 19 apr ko Injenyuti Helicoptor ne apni pahli udan bhari thi.

Parsiviyrens rover ke paas mangal ke ek varshtak operate karne ke liye shuruaati funding hai . Prithvi par 365 dino. ke ek varsh ki tulna me mangal grah par ek varsh me 687 dino ka hota hai .

Aapko bata den ki Nasa ke dwara bheje gye Rover me Kai tarh se Camere lage huye hai. Rover ke Right Camere me Mastcam – Zed laga hua hai. Mastcam-Zed se li huyi tasveer , dekhne par aapko aisa lagega ki Ek insan apni aakho se wo tasveer dekh raha ho.

Aapko ye jaankar hairani hogi ki 22 march 2021 ko Left Mastcam – Zed se li gayi Parsivirens ki Tasver ko Nasa ke Rover ne hi li hai , jise Image Of The Week Chuna gya hai.

Leave a Comment