Top 5 Money transfer app in india

Es Article me aaplogo ko top 5 money transfer app ke baare me jaankari milegi jo india me trending near money transfer app hai aaj ke samay me , to chaliye en 5 payment apps ke baare me vishtar se jaante hain step by step hindime .

What is money transfer app in hindi:

What is money transfer app yaani money transfer apps kya hota hai ? Mitro money transfer app ek khas tarah ka online payment method hota hai jo bank to bank money transfer karne ke liye estemal kiya jata hai.

Money transfer app ek easy plateform hai jiska use karke hum kisi bhi shopkeepar , company , bank aur dusre Payments apps ko paise transfer kar sakte hain. To chaliye jaante hain india me use kiya jaanewala top payment apps ke baare me.

Top 5 Payment apps in india:

1.PayTm: Paytm ek bahut hi popular money transfer app hai jo apne customer ko easy payment method ki suvidha deta hai . Aap Paytm ko easily Google Play Store se download kar sakte hain.

Aap paytm ka use ek bank se dusre bank me paise transfer karne ke liye aur mobile recharge , Bijli ka bill, Train ticket booking ,Air ticket booking, Online shoping , dish tv recharge , and Lic Premium bhi Kar skte hain.

Paytm app ka use karke aap paytm cash bhi kama sakte hain . Paytm cash ek tarah ka Cash back offer hai. Jo aapko paytm use karne par paytm ki taraf se aapko rewards ke form me aapko diya jata hai. India me Top payment apps and money transfer apps me paytm top par aata hai.

2. Google Pay: Google Payment app is the most easy and powerful money transfer app hai , jo India me Dusre number par aata hai lekin aane wale kuch dino me Google ka payment app [Google pay] Paytm ko compite kar sakta hai.

Google payment app google pay ek aasan saa look aur payment proceedure ke liye jana jata hai . Aap google pay ka use train ticket booking , bus booking , hotel booking , online shopung , electricity bill payment , online mobile recharge , dish tv recharge and online money transfer ke liye kar saakte hain.

Aap google pay ko google play store se download karke apne mobile mein install kar sakte hain. aur uske baad mobile number daale aur registration karen. Ek baar mobile verification ho gaya to aap apne bank account ko link karke aasani se paise transfer kar sakte hain.

–Google pay Download karen [Click karen]

3. Phone Pay: Phone pay ek tezi se scale hota hua most popular payments apps me se ek hai. Aur phone pay india me kaafi tezi se expand kar raha hai .Ye india me indian logo me kaafi popular payment app mein gina jata hai . Phone pay lagbhag ek indian company hi hai , aur esliye indian logo me eski popularity kaafi dekhne ko mil rahi hai.

Aap Phone pay app ko mobile se Online payments , online Money management , online shoping payment , mobile recharge , online money transaction , Insurance Payment , investment , paise transfer , tv recharge aur government sevices ka bill payment karne ke liye estemaal kar sakte hain.

Phone pay ek fast mobile based online payment app hai aur aap esko bhi apne mobile me google play store se download kar skate.

-Phone pay ko download karne ke liye [Click kare]

4. Jio Pay: Jio pay ek top rated and most trending , Online payment app hai jo Jio Ecosystem ka ek Venture hai . Jio Payment app mostly jio customers ke liye banaya gaya tha. Lekin aaj jio apps store se jio pay ko log daily apni life me use kar rahe hain. Aap jio payment app ka use sabhi tarah ke online transcation ke liye kar sakte hain .

Jaise – Online money transfer , mobile number se paise transfer karne ke liye , bank se bank me paise bhejne ke liye, eske alawa aap dish tv recharge , mobile recharge , online shop and multi tasking ke liye estmal kar sakte hain.

Aap Jio Payment bank app yaha se download kar skte hain [Click now]

5.Amazon Pay: Jab baat aati hai online payment app ki aur amazon payment app ki baat naa ho ye kaise ho skta hai. Kyuki amazon duniya ki sabse badi ecommerce Plateform hai. Aur esliye amazon ka apna khud ka online payment app bhi hai jo logo ko amazon se jude rahne me help karta hai.

Amazon pay bhi ek money transfer online app hai jo fast cash back and online shoping payment method ke liye jana jata hai . lekin aap amazon pay ka use aap sabhi tarah ke online payment ke liye aap amazon payment app ka use kar sakte hain.

Aap Amazon payment app se mobile recharge , bank to bank money transfer , tv recharge , online shoping aur bhi multi payments sirf ek payment app se kar sakte hain.

Amazon payment app ko aap google pay se aur amazon ke website se bhi download kar sakte hain.

End: aaj humne Top rated Money transfer app aur online payment apps ke baare me baat ki hai jo india me boom par apni payment services de rahe hain. Aur aap inka use aasani se apne mobile phone me kar sakte hain . Eske saath hi aap en online wallet app or en payment apps ka estemal karke cash back bhi kama sakte hain. Achcha laga to share jarur karen aur humne support jarur karen .Dhanywad

Leave a Comment