Google me Website Speed test kaise kare [ हिंदी में जानिए ] How ?

आज आप ये सीखेंगे की गूगल में अपनी Website Speed test kaise kare या How To Test Your Website Speed In Google . ये एक बहुत ही आसान सा तरीका है जो आपके वेबसाइट के स्पीड से लेकर आपके वेबसाइट की कंडीशन ( Website Performance Test ) कैसी है ये भी बताती है। काफी लोग free website speed test के बारे में नहीं जानते लेकिन Google Website speed test एक ऐसी tool है जिसका यूज़ करके आप अपने website की speed test करने के साथ आपके website की परफॉरमेंस क्या है? और Website Loadtime कितना है वो सब के बारे में पता लगा सकते हैं।

Website Speed test free me
Website Speed test kaise kare या How To Test Your Website Speed In Google . ये एक बहुत ही आसान सा तरीका है जो आपके वेबसाइट के स्पीड से लेकर आपके वेबसाइट की कंडीशन ( Website Performance Test ) कैसी है

Website Speed Test Google का कौन सा टूल्स करता है ?

दोस्तों Google ka developer tool ek tarah se new blogger or new website owner ke liye ek great plateform hai. Aap google ke es free website speed test tool ka use aasani se kar sakte hain. To chaliye jaante hain kaise aap apne website ka speed test kar skte hain.

Click Now To test your website- Website Speed Test

Aap es image me website speed testing ka demo dekh sakte hain aur upar diye gaye link par click karke aap apne website ka speed test kar sakte hain.

google website speed test tool
google website speed test tool

Now:

Website speed Test Karne ka Tarika:

  1. Sabse pahle upar diye gaye link par click karen (Website Speed test).
  2. uske baad box me apne website ka url jaise mere website ka url https://megahindi.com hai , aapko box me aapke website jiski speed test karni paste karen yaa website analyzer me type karen .
  3. Jab aap apne website ka url box me type kar len to analyze par click karen.
  4. Ab se kuch second baad aapke google ka pageSpeedinsights aapke website ka speed test karke data reports card aapke screen par show kar dega .jisme aapke website ka speed test ke saath aapke website ki performance details me di gayi hogi . Es tarah se aap website performance aur website speed test dono free mein kar sakte ho.

End: To dosto aaj humne Sikha Website ka speed test karne ka shandar tarika yaani how to test website speed with google pageSpeed Insights .

Leave a Comment