Google My Business Kya Hai Puri Jaankari And How it Work

Es Article me main aapko bataunga ki google my business kya hota hai aur ye kyu banaya gya , google my business kyu use karna chahiye aur Google my business loging kaise karen eske saath hi aaj hum baat karenge ki google my business ka Registration aur google my business verification kaise kiya jaata hai .

Google My Business Kya hai :

Google My business ek google ka other product hai , jo online business ko manage karne ke liye banaya gya hai .Google my business ka use karke aap apne local business ko online laa sakte hain aur apne business ko bada bana sakte hain. Google My Business ka use karke aap aasani se apne business ko globalization kar sakte hain aur apne business se dher sara profits Generate kar sakte hain.

Google My Business Kyu Banaya Gya:

Aap jante hain ki Google ek bahut badi company hai aur ye ek tech company hai jo difference type of business karti hai . Google Search Engine Puri duniya ka sabse bada search engine hai , sabhi search engine me eska naam top par aata hai. Google my business ko esliye banaya gya ki koi bhi online business ka offline infrastructure ho. Yaa Koi offline business karta hai to wo Google my business registration karke apne business ko Google my business verification karke apne dhandhe ko online roop de sakta hai.

Google har samay samay ke hisab se apne audience ke liye naye naye product banata rahta hai , jisase ki unke customer ko apna work karne me aur aasani ho. Aur esliye Google ne Google My Business Services logo ko dene ke liye google my Busienss naam ka ek alg business product banaya , jisase google apne customer ko aur achhce se pahchan sake aur unke jarurato ko aasani se fill kare.

Google My Business Ke Fayde :

Google my business ke bahut fayde hote hain yadi aap koi bhi naya online business karna chahte hain aur google ki behatar services bhi aap use karna chhate hain to aapko sabse pahle Google My Business Verification karna hota hai .Jiase aap pahli baar Google adsense account se paise kamane ke liye google aapko aapke diye huye address par ek 6 digit ka verification code aapke address par bhejta hai usi tarah google my business Verification ke liye bhi google aapko ek 6 digit ka code bhej dega.

Aapko 6 digit code ko fill karke google my business ko verify kar dena hai.

  1. Google my business registration se aapki visibility google ke dusre online search and maps wale product par ho jaati hai aur aapko eska fayda milta hai.
  2. Google my business cost effective plateform hai jo log online business karna chahte hain.
  3. Google my business se business ka registration aasan ho jata hai.
  4. Google my business ek free business registration process hai.
  5. Google my business se aapke business ko aur uske business website ko local seo ka boost milta hai , aur aapke business website par traffic increase ho jati hai.
  6. Google my business par registration karne aur verify karne ke baad aap aasaani se data analysis kar sakte hain.

Question: Google my business registration kaise kare?

Answer: Google my business ka registration karne ke liye aapko eske website par jaakr apne business se aur apne baare me jaankari fill karke aap apna business registraed kar sakte hain.

Question: Google my business registration karne me kitne paise lagte hain?

Answer: No , Registration Charge , Matlab Google ke jaise dusre product free hote hain waise hi google my business par registration karna free hai.

Question: Google ka Verification code kaise magayen?

Answer: Sabse pahle aap my business ki website par registration kare uske baad verification code magayen?

Question: Kya Google my business se SEO hota hai?

Answer: Google My Business se aapke website ka local seo boost hota hai.

Question: Local SEO kya hota hai?

Answer: Local SEO se aapke website ki visibility boost hoti hai eska matlab hai ki aap ke website par aap jaha aapka local business available hai waha ke aas paas ke logo ko aapke business ke baare me jaakari hogi aur Google apne Google my business ke data ka use karke aapke website ke local seo ko boost karta hai , jisase aapka business bada ho jata hai.

Es article me humne sikha What is google my business in hindi ? yaani google my business kya hota hai aur eske fayde kya kya hote hain , eske saath hi humne kuch jaruri question and answer ka bhi ullekkh kiya hai .

es Post ko share kijiye aur apne commnet niche type kijiye? Dhanywad

Leave a Comment