Blog Post Google me index kaise kare | How to index blog post in google

kya aap apne blog post ko fast index karna chahte hain , lekin aapko nahi pata hai ki kisi blog post ko fastly index kaise karte hain ? to aaj ka ye post aur video aapke liye ha .kisi bhi blog post ko bina index kiye aap google search se Organic traffic nahi laa skte . Agar aapko blog se paise kamane hain to kisi bhi tarah se aapke blog par traffic lana jaruri hai . jis tarah se youtube video par views chahiye , usi tarah blog post par bhi views chahiye, esliye Aaj ke es Article me maine aapko any blog post ko google me index karne ka sabse fast tarika batane wala hoo..

Blog ko Index karne ke bahut tarike hain lekin jo sabhi blogger ki pahli pasand hai wo hai google search console . Aap apne blog post ko google Search Console me index kare to google me post index jaldi hota hai . To yadi aap apne blog post ko google mein index karna chahte hain to niche diye gye Step ko dhyan se samjhe..

Blog Post Google me index kaise kare  How to index blog post in google fast

Blog ko fast index kaise kare | How to index blog post in google

Yadi aap apne Post/ article par organic traffic lana chhate hain to Niche diye gye tips ko padh ke aap apne blog post ko faster index kar skte hain –

  1. Google me google search console search karen.
  2. ab google account se login karen. yaa New account banaye .
  3. Apne blog property ko google search console me add kare .
  4. eske baad apne domain property ko verify karna hoga .
  5. eske baad Url Inception box me blog post ka url paste kare.
  6. Ab laptop me Enter button press kare.
  7. Eske baad google search console me Requesting wale option par click karen.
  8. Ab kuch second lagega aur aapka blog post index ho jayega .
  9. Es prakar aap apne blog post ko fast index kar skte hain .
  10. aap niche ka video dekh kar bhi blog post ko google search console me index kar skte hain.

yahan maine aapko Blog Post ko Google search me index karne ka proper tarika bataya hai , yadi aap es vishay me kuch aur jankari chahte hain to niche comment karke puche.

गूगल में वेबसाईट index करने के लिए domain name ownership कैसे verify करें

google search console sign in

hamare channel ko subscribe karen…

Leave a Comment