Youtube Video ko Private se Public kaise kare 2023

Youtube Video ko Private se Public kaise kare in hindi – Es Article me aapko youtube video ko public karne ka tarika batunga aur iske saath aap apne sabhi youtube videos ko private se public ek saath dekh skte hain. ये भी पढ़िए – youtube चैनल का नाम कैसे बदलें जानकारी हिंदी में

Youtube video ko private se public karne ke liye aapke paas do option hote hain . Number ek computer aur dusra aapka smartphone yaani mobile . aap kisi bhi device ka use karke kisi bhi youtube video ko public kar skte hain. yadi aap mobile aur tablets ka istemal karte hain to aapke phone me yt studio app hona chahiye .ये भी पढ़िए – youtube चैनल का नाम क्या और कैसे रखें पूरी जानकारी और तरीका

    Youtube video ko private se public kaise kare ?
    Youtube video ko private se public kaise kare ?

    Youtube video ko private se public kaise kare ?

    Youtube video ko private se public kaise kare computer par tips 2021 –

    • sbse pahle apne computer ko open kare.
    • iske baad youtube ki website open kare.
    • ab apne gmail account se youtube account login kare.
    • iske baad youtube profile picture par click kare aur youtube studio ka option click kare.
    • ab aapko ek naya window dikhai dega jisme alg interface dikhega.
    • iske baad aapko left side me content par click karna hai .
    • ab jis youtube video ko private se public karna chahte hain uspe click kare.
    • ab aapko video ke upar mouse le jana hai aur pencil icon par click karna hai.
    • iske baad aapko visibility par click karna hai .
    • ab public wale option par click kare.
    • video private se public ho jayega.
    Youtube Video ko Private se Public kaise kare 2021
    how to set youtube video visibility private to public here is full guide 2021 -img1
    Video ko private se public kaise kare
    Video ko private se public kaise kare

    Kaise Dekhe sabhi youtube private video ko ?

    • sabse phle apne mobile me yt studio app ko open kare.
    • iske baad Left side me three line par click kare.
    • ab videos wale option par click kare .
    • iske baad visibility wale option par click kare.
    • ab aapko 5 option dikhai denge aapko private par click karna hai .
    • ab aapke saamne screen par sabhi youtube private video dikh jaayenge.

    mobile me youtube video ko private se public kaise kare tarika aur tips 2021

    yadi aap ek youtuber hain to aapko kisi bhi youtube video ko private se public karna aana chahiye aur public video ko private karna aana chahiye .iske liye aap computer aur mobile dono device par kisi bhi yt video ko private , unlisted aur public kar skte hain.to chaliye jaante hain youtube videos ko private se public karne ka sahi tarika mobile par.

    mobile me Video ko public kaise kare youtube par ? tips 2021

    1. iske liye mobile me yt studio app ko open karen.
    2. aur fir apne youtube account ko login kare.
    3. ab left side me dikh rahe three line par click kare.
    4. iske baad videos par click kare.
    5. ab aapko us video par click karna hai jo pahle se private hai.
    6. aap manually video ko check kar skte hain.
    7. yaa , visibility wale option par click karen.
    8. ab aapko saamne private video dikh jaayenge.
    9. ab aapko video ke saamne pencil wale icon par click karna hai.
    10. iske baad aapko public par click karna hai .
    11. ab public ko select karne ke baad save button par click kare.
    12. aapka youtube video private se public ho jaayega .
    youtube video ko private se public kaise karen tips 2021

    es article me humne youtube video ko private se public karne ka sahi aur aasan tarika sikha hai . aap chaahe to video me es jaankari ko achche se dekhkar smjh skte hain. yadi aapko jaankari pasand aayi hai to ese dosto ke saath share kare. aur kuch puchna chahte hain to niche comment kare. dhnywad

    ऐसे टेक्नॉलजी न्यूज , और टेक आर्टिकल के लिए आप हमारे Facebook Page को लाइक करें या ट्विटर पर फॉलो करें , या डायरेक्ट Megahindi.Com पर रोजाना विस्तार से जानकारी पढ़ें , जिनमे आपको टेक न्यूज , ब्लॉगिंग , यूट्यूब और इंटरनेट टिप्स के बारे मे जानकारी दी जाती है

    2 thoughts on “Youtube Video ko Private se Public kaise kare 2023”

    Leave a Comment