Laptop Mein App Update Kaise Karen?

Yadi aap apne laptop ke app ko update karna chahte hain to is artical ko Pura Jarur padhen ismein aapko लैपटॉप में ऐप्स अपडेट karne ke step-by-step tarike Bataye gaye hain ?

Apne laptop ko aur apne computer ko update Rakhna bahut jaruri hai Kyunki yadi aap apne laptop ko aur apne computer mein install kiye Gaye app ko update Nahin Karte Hain To yah aapke computer aur laptop ke performance per bahut hi Bura Asar dalta Hai aur aapka ka pc slow perform karne Lagta Hai Aise Mein aap ke laptop aur computer mein Rahane wala CPU bhi bahut jyada istemal hone lagta hai jisse aapke computer mein power consumption bahut jyada ho jata hai aur overall aapka computer aur laptop slow hone lagta hai isliye laptop ke apps ko aur desktop ke operating system ko update karna bahut Jaruri Hota Hai.

Laptop Mein App Update Kaise Karen?
Laptop Mein App Update Kaise Kare 2021 ?

 yadi aap apne laptop ke app ko  download karte hain to yah aap ki jimmedari Ban jaati hai ki aap apne ap ko up to date rakhen main Iske pahle window update kaise karen Iske is topic ke upar pahle hi Jankari de di hai yahan aap click Karke padh sakte hain Jante Hain laptop mein App update kaise karte hain-

Laptop me app updates kaise kare windows 10

Laptop ko update karne ke liye sabse pahle Apne computer ke Window Icon per click Karen aur Ms Store open Karen yadi aapke is gatividhi se MS Store open Nahin hota hai to Windows search bar Mein Microsoft store ko search Karen aur usko click Karke open kar le?

Ab aapke computer screen per Microsoft store open ho jaega Yahan per Diye Gaye right side Mein Upar 3 line Dikhai Dega vahan per click karna hai Iske bad download aur update ka option Diya gaya hai aapko Yahan click karna hai aur aur next page per a jana hai .

Yahan per aap ke computer aur laptop mein jitne bhi Apps updates Nahin Honge Unki Ek Puri ki puri list Dikhai Degi aapko simply update all per click Karke Sabhi computer ke apps ko update kar lena hai ya FIR Ab Chahe To Apne desktop ke ek – ek app ko Bari Bari se update kar sakte hain is tarike se aap apne pc ke sabhi apps ko update kar sakte hain. 

Yahan Humne Sikha laptop mein App update kaise karen yadi aap ko is Vishay mein aur kuchh puchna hai to niche comment Karen . yadi aapko laptop mein App update Karne Ka Tarika Pasand Aaya to is post ko Apne dusre mitron ke sath share Karen aur aise hi Jankari ke liye Megahindi.com per visit Karen

ऐसे टेक्नॉलजी न्यूज , और टेक आर्टिकल के लिए आप हमारे Facebook Page को लाइक करें या ट्विटर पर फॉलो करें , या डायरेक्ट Megahindi.Com पर रोजाना विस्तार से जानकारी पढ़ें , जिनमे आपको टेक न्यूज , ब्लॉगिंग , यूट्यूब और इंटरनेट टिप्स के बारे मे जानकारी दी जाती है

2 thoughts on “Laptop Mein App Update Kaise Karen?”

Leave a Comment