गूगल खाता कैसे बनाएं , Google account kaise khole , google account banaye , create an google account
Aajkal ke Samay mein Google per Khata Hona bahut jaruri hai yadi aap online income karna chahte hain ya to is social media account banana chahte hain ya aap Kisi Ko email bhejna Chahte Hain To Google Khata bahut jaruri hai. aaj ke is post Mein Ham sikhenge apne liye ek Google account kaise banaen ya Google Khata kaise banaya jata hai bahut Aasan tarike se.
Google account aaj ke Samay mein kisi bhi social media profile ke liye jaruri hai Chahe vah Facebook account per Ho Chahe vah Instagram account per Ho Chahe vah YouTube account per ho aap YouTube se paise Kamana chahte ho to bhi aapko Ek Google Khata ki jarurat padegi .
vahin per yadi aap ek Facebook account banana chahte ho aur Facebook page se paise Kamana chahte ho to bhi aapko email bhejna chahte ho to bhi aapko Google Khata ya Gmail Khata ki jarurat padati hai to aaiae ab Jante Hain Google Khata banane ke liye क्या-क्या chijen chahie aur aap kaise Apna Google Khata banaa Payenge?

Google Khata Kaise banaen? Jaruri document
Google per Khata kholne ke liye aapko Koi Jaruri document ki jarurat nahin hai aapke pass sirf Kuchh Jaruri information honi chahie jisse aap log Google per Khata banaa sakte hain.
yadi aap apne liye ek Google Khata banana Chahte Hain To aapko apna Janm tarikh aur ek mobile number ki jarurat hoti hai. yadi aapke pass Ek mobile number hai aur aapko apna date off birth pata hai to aap apna Google Khata banaa sakte ho.
aur thoda deep Mein jaen To Sirf aapke pass Ek mobile number ho to bhi aap apne liye ek Google account Khol sakte ho aur apni internet Ki journey Shuru kar sakte ho.
Google Khata kholne Ka Tarika Kya Hota Hai?
- Sabse pahle Google website ko open Karen.
- Iske bad create and Google account per click Karen.
- Iske bad Apna Naam aur Janm tarikh type Karen.
- Iske bad apna mobile number type Karen.
- Apne Google account ke liye koi strong password chune.
- aur Apna gender chunen.
ab aapko next button per click karna hai aur aapka Google account ya nahin Google Khata band kar taiyar ho gaya. गूगल पे ऐप डाउनलोड कैसे करते हैं
aapko Ek Google Khata per 15gb ka free cloud storage bhi Milta hai jisse aap apne important document photo aur video cloud storage kar Rakh sakte ho.
Niche Diye Gaye video Ko Dekhkar aap apne mobile se Google account banaa sakte hain aur Google Khata ke sath hi Gmail Khata aur YouTube Khata bhi Chala sakte hain.
Google Khata Kaise kholen jankari ?
Aaj Humne Sikha Google account kaise kholte hain ya Google Khata Kaise banaen proper Tarika sikhane ke liye Aap Yahan Google account kaise khole mobile number se ya Bina mobile number ke video Jarur Dekhen Is Tarah Ki video ke liye Hamare Ramji technical channel ko subscribe kar len Aur Is Tarah ki jankari ke liye Mega Hindi website per rojana visi kare
9 thoughts on “गूगल खाता कैसे बनाएं | Google account kaise khole | How to create Google Account”