Petrol Station Kaise Pata Kare Google maps me (हिंदी)

Hello , Dosto aaj ke is article me main aaplogo ko bataunga ki kaise aaplog Google maps par nearest petrol station ( अपने एरिया मे नजदीक के पेट्रोल पम्प के बारे मे जानकारी कैसे पाएं ) or pretrol pump near ke baare me jaankari le skte hain .

Petrol Station Kaise Pata Kare Google maps me (हिंदी)
Petrol Station Kaise Pata Kare Google maps me (हिंदी)

ye ek bahut hi jaruri jaankari hai , jise har ek aam insan ko jaana jaruri hota hai . kyuki aajkl technology ka jamana hai , aur saari chije fast ho rahi hai , to hume bhi ek kadam fast rahne ki jarurat hai , nahi to hum apne comptiter se piche ho jayenge.

Google maps me Petrol Station Kaise Pata Kare (हिंदी) – :

How to find petrol station Using Google Maps Phone Apps in hindi

To Dosto chaliye ab hum aapko Petrol pump search karne ki super trick batate hain , iske liye aapko apne phone me Google Maps Apps ko play store se download kar lena hai , aur apne Google Account se permision allow kar dena hai .Yadi aap ek Android mobile user hain , to aapke phone me Google Maps pahle se Downloaded and install hoga .

To phone me Nearest Petrol Pump Station ka pata lagane ke liye aapko , apne android mobile se Google MAps ko Open kar lena hai , aur Petrol Station Tag par click karna hai . Ek baar jaise hi aap Google MAps par Petrol Pump Near about Click karte hain , to aapko Google Maps Features ke jariye Aapke Local Area me jitne bhi Petrol Pump Station Najdik ke honge , Google MAps aapko aapke Phone ke Screen par Show kar dega .

find petrol station Using Google Maps
Google maps me Petrol Station Kaise Pata Kare (हिंदी)

How to find Petrol Pump On Google Maps Using Tags in hindi :

Yadi aap Google Maps Apps par koi Online Services yaa Kisi Offline Business Services ko Search karna chahte hain , to aap esi tarah se Google Maps ka Use kar skte hain . Aap chahe to Near About Serives type karke Search karen yaa Already Google Maps par Dikhaye jaa rahe Services Keywords Tags jo Common aur Daily Use hone wale Services ke Tag par Click karen :

For Example : Petrol Station Near About, Mobile Repairing Shop near about , Atm Near about yaa nearest Icici atm , sbi atm near , Government Hospital near About .

Aapko sirf Google Maps par ye Dikhai denge to aapko en par tap kar dena , Google Maps automatic aapko ye Location yaani jo services aap Search kar rahen hain , usko fetch karke aapko Result aapko mobile screen par show kar dega.

End Summary : Es article me humne How to find Nearest Petrol Pump Station in hindi ke baare me Detail me jaankari le li hai , yadi aapko es post se help mili ho to , ese abhi apne dosto ke saath jarur share karen. Thank you so much

Leave a Comment